Monday, June 25, 2012

My Poetry - Dua - Chaar Misra'y

Qubooliyat Ki GhaRi Kaun See Haiy Kya Ma'loom 
Dua Kay Wastay Ab Haath Ko Utha'o Zara 

Tum Apni Aql-o-Baseerat Ko Aazma Baiythay 
Ab aa O, Rehmat-e-Bari Ko aaZma O Zara

No comments:

Post a Comment